Ager apko seo ki muqamul maloomat chayeh to ap nay sahe blog ka intehkhab kia hay. SEO Kya Hai Seo ki full abbrevation search engine optimization hai Seo basically website ki organic traffic increase karne aur website ko rank karne ya search engines me site top par lane kaliay use hota hai, SEO ki 2 terminologies hoti hay WHITE HAT SEO or BLACK HAT SEO .isme white hat seo and black hai seo types of seo hain, onpage seo aur offpage seo iske 2 main parts hain.
SEO ki 2 main terminologies hay On page seo or Off page seo
Iska elawa Seo Kya hai aur search engine optimization ki A to Z jankari URDU me janne kaliay yeh post dehan se aur mukamal read karen kiunke agar app seo sekhna chahte hain to iskaliay apko seo k barey may mukamal maloomat honi chahiayeh tabhi app agay barh sakte hain.

Search engine optimization in URDU
Search engine optimization k through hum apni website ko rank karne aur search engines se ziada se ziada traffic lane k leyh apni posts ko optimize karwatay hai, aap google ya kisi bhi search engine me koi keyword search karte hain to apko aik second say bhi kum waqt me lakho or hazaron result show hote hai lakin aap sirf un website ko visit karen gay jo pahle page par apko milen gi iska matlab ziada traffic unhi ko milta hai jo websites search engines me pahle page me show hoti hain,
Seo buht barri field hai isme buht se seo expert apni ya clients ki websites ki seo karke lakhon rupay kama rahe hain agar aap bhi online paisa kamane ka bare me soch rahe hain to apko seo ki basic malomaat zaror honi chahiay chahey aap kisi bhi tarikay sey paisa kamana chahte hain.
Manlo aap ka koi online business setup hay ya Affiliate marketing ki koi website hai to tabhi app esse se zida paise kama sakte hain jab aap website par organic traffic (search engine se anay wala traffic ) ziada ho aur organic traffic se apke sell ziada hoti hai
Q K jo bunda google par jo product search or buy karta hai to usse us product ki zarorat hoti hai aur usne wo product buy karna he hota hai chahe wo apki ki site se kare ya kisi dorsri ke website se buy karey, so iskaliay apko apne website ki achi seo karni chayeh takeh apki website ki serp ranking achi ho.

Type Of SEO
Seo ka 3 types hain
1) White Hat Seo
2) Black Hat seo
3) Gray Hat seo
1 White Hat Seo: woh technique jismay ap google ki tamam requirements ko pora kertay hay isme google k kuch rules apko follow karte huwe kaam kerna hota hai matlab website ko rank karwane ka yeh aik natural and legal tarika hai isse apki website ko rank hone me thora waqt lagta hai but esse apke website aik bar rank kar jay to iski ranking kabhi down nhi hoti, agar aap apne website ko long time kaliay rankup karwna chahte hain to me apko yahi suggest karonga.
3 Black hat seo: woh technique jismay ap google k rules ko tortay hovay apni website ko jaldi rank kerwatay hay yeani ayse unnatural techniques ka use kerna jin ko google ya koi bhi search engine allow nhi karta, esse apke website rank up to jaldi hojati hai lakin es technique se kabhi bhi apki rank aik dam down ho skta hai, esiliay me apko yeh kabhi suggest nhi karonga.
3 Gray hat Seo: Black hat aur white hat ko mixed kia jay to Gray hat seo ban jata hai matlab isme kuch techniques white hat aur kuch black hat seo ki use kijati hain. So aap kaliay sabse best white hat seo hai.
Parts of Seo
Onpage Seo kya Hai?
On page seo woh techniques jismay ap apni he site may reh ker apni site ki setting kertay hay example url selection, title selection , meta keywords selection , theme setting or internal link wagarah. agar aap apni blog post ko ache se optimize kar late hain to bhir app offpage seo na bhi karen to bhir bhi apki post rank kare gi lakin agar aap sath me offpage seo karte hain to apki blog post aur bhi jaldi rank hojati hai. mazeed maloomat kaliay hamara on page seo ka article read karen.Off page Seo kya Hai?
Off page seo aesi technique jismay app BAHIR ki resources ki madad laker apni site ko ranked kerwatay hay example backlinks, forum submission , article directory submission,do follow submission, blog commenting or profile backlink.Friends! I hope yeh post apko kafi pasand ai hogi aur search engine optimization ka hawale say apko kafi kuch jannay ko mila hoga app is post ko social media par share zaror kare takih dosry log bhi esse faida utha saken.